Friday, 18 May 2012

Lyrics:Atif Aslam - Juro Gey to Jano Gey - Official Jazba Song

Apney dil ki jo suni
 Ek raah yun chuni
Aur phir nikal parey
Ho kay mast chal parey
Mushkilein to aayengi
Museebatein daraayengi
Zidd pe tum arey raho
Jazbey se judey raho
Jab tum ye maanogey
Judo gay to jaanogey--2

Hansey koi hansa karey
Mana karey kiya karey

Rukaawaton ko tod kay
Khauf peecha chod ke

Jo aag se guzar sako
To kya hai jo naa kar sako

Jazbey se jo thaan lo
Jude raho aur jaan lo

Jab tum ye maanogey
Judo gey to jaano gey
Jab to ye maanogey
Judo gey to jaano gey

Jazba tumhey jitaayega
Raasta dikhayega
Jo bhi chaaho paaogey
Taare tod laaogey

Gun tumhaare gaayegi duniya
Maan Maan Maan jaayegi...
Jab tum ye maano gey judo gey to jaano gey...
Atif Aslam - Juro Gey to Jano Gey - Official Jazba Song.Mp3

No comments:

Post a Comment